Apna mujhe banake, Charnon mein mujhe lagake,
Kismat badal di meri, Rehmat prabhu ji teri…
1. Chun kar kaante raahon se tune, Phoolon ki sej sajai,
Pyaar ke pyaase sewak ki tune, Janmon ki pyaas bhujayi,
Rehmat ki nazar ghumake, Kirpa apni barsaake,
Kismat badal di meri, Rehmat prabhu ji teri…
2. Bin rangon ke zindagi thi, Na tha sukh ka ujala,
Roshan kar di pyaar se tune, Khushiyon se rang daala,
Sapno ko sakaar banake, Mann mein bhaawon ko jagake,
Kismat badal di meri, Rehmat prabhu ji teri….
3. Mujh nir-gun be-kaabil ko tune, Aisa naam diya hai,
Tere naam ke geeton ko tune, Mera naam diya hai,
Iss daas ko gale lagake, Sewa mein apni lagake,
Kismat badal di meri, Rehmat prabhu ji teri…
Apna mujhe banake, Charnon mein mujhe lagake
Kismat badal di meri, Rehmat prabhu ji teri..
Din suhane, Laut ke aaye
Din suhane, Laut ke aaye,
Satguru ke sone darshan paaye,
Kyun na khushi mein jhoome gayein,
Satguru ke sone darshan paaye..
Din suhane, Laut ke aaye,
Satguru ke sone darshan paaye
2. Apne tan pe kasht sahaye,
Lakhon ke jeewan hai sawaare,
Ooo, Daya ki drashti karte hum par,
Upkar inke gin nahi paaye,
Sabke dilon mein bahaari aayi,
Chaaron taraf hui hai roshnai,
Ooo, Sabko lakhon lakh badhayi,
Dil mera phoola ab na samaye…
Din suhane, Laut ke aaye,
Satguru ke sone darshan paaye…
3. Satguru ji ki mehma niraali,
Sharni aaya wo hai bhagyashaali,
Ooo, Tere shri charnon mein aakar,
Dasan dasa bhaagya manaye…
Din suhane, Laut ke aaye,
Satguru ke sone darshan paaye,
Kyun na khushi mein jhoome gayein,
Satguru ke sone darshan paaye…
Ek Tamanna, Daata meri
Ek tamanna, Daata meri,
Dil mein basa lun, Ik murat teri,
Har pal ussi ko, Nihara karun mein,
Prabhu nit darshan, Tumhara karun mein,
Ek tamanna, Daata meri….
1. Roz sawere uthkar daata tujhko sheesh jhukaun mein,
Prem bhav se nit charnon mein tujhko sheesh nivaun mein,
Bhaawon se aarti, Utara karun mein,
Prabhu nit darshan, Tumhara karun mein,
Ek tamanna, Daata meri….
2. Tan man se jo kaam karun mein, Sab kuch tumko arpan ho,
Bas teri hi naam ka satguru, Har pal mann mein chintan ho,
Charnon mein dhyaan nit, Lagaya karun mein,
Prabhu nit darshan, Tumhara karun mein,
Ek tamanna, Daata meri….
3. Mere satguru ki kirpa koi bhaagyon waala pata hai,
Khushiyaan paata, Bhakti se wo maalon maal hojata hai,
Charnon mein inke, Guzaara karun mein,
Prabhu nit darshan, Tumhara karun mein,
Ek tamanna, Daata meri….
4. Daason ki yeh vinti daata, Itni kirpa kar dena,
Charnon ki sewa mil jaaye, Iss se bhadker kya lena,
Subah shaam sewa, Tumhari karun mein,
Prabhu nit darshan, Tumhara karun mein,
Ek tamanna, Daata meri,
Dil mein basa loon, Ek murat teri
Har pal ussi ko, Nihara karun mein
Prabhu nit darshan, Tumhara karun mein
Ek tamanna, Daata meri….
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe….
Jiske swaason mein sumiran, Sada hi rahe,
Uske jeewan mein hardam, Bahaar rahe,
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe…
1. Zindagi toh guzar ti hi rehti sada,
Kiske roke na rukti, Yeh chalti sada,
Jal ki dhaara ki jaise, Yeh behti sada..
Teri rehmat bhi jis par barasti rahe,
Oooo, Teri rehmat bhi jis par barasti rahe,
Uske dil mein sada hi bahaar rahe….
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe,
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe….
2. Zindagi ka chaman muskuraaye tabhi,
Taazgi aur ronak, Bhi aaye tabhi,
Bandagi ki ye raha aapnaye jabhi….
Tere naam ka, jispe khumaar rahe,
Oooo, Tere naam ka, jispe khumaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe….
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe,
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe….
3. Mann va maaya ki khat pat, dur rahe,
Nakshya maaya ki dil se, sab hi hate,
Guru pyaar ki dil mein jo jyoti jage….
Jiske dil mein na koi, Vikaar rahe,
Oooo, Jiske dil mein na koi, Vikaar rahe,
Uske dil mein sada hi bahaar rahe….
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe,
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe….
4. Mere dil mein biraajo, Guru dev tum,
Karo daason pe upkaar, Satguru ji tum,
Mere dil ke sahaare ho, Bas ek tum….
Prem varsha ki padhti, Fuhaar rahe,
Oooo, Prem varsha ki padhti, Fuhaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe….
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe,
Uske dil mein sada hi, Bahaar rahe,
Jiske swaason mein sumiran, Sada hi rahe,
Uske jeewan mein hardam, Bahaar rahe,
Jiske dil mein, Guru ka pyaar rahe…
Mere satguru, Tu hai dayaalu bada
Mere satguru, Tu hai dayaalu bada,
Teri mehma mahaan, Jaane saara jahan,
Tu dayaalu bada, Mere satguru, Tu hai dayaalu bada….
1. Yug yug mein tune hai laaj rakhi,
Sharan mein aaye ki baat rakhi,
Koi chinta nahi, Koi mushkil nahi
Tu dayaalu bada, Mere satguru, Tu hai dayaalu bada….
2. Meri raah tu, Meri manzil bhi tu,
Mera rehnumah aur hamdam bhi tu,
Tu jo saath mere, Phir kyun chinta rahe,
Tu dayaalu bada, Mere satguru, Tu hai dayaalu bada….
3. Teri rehmaton pe mujhe naaz hai,
Mere dil ki satguru, yeh awaaz hai,
Tu mera naath hai, Sada sang saath hai,
Tu dayaalu bada, Mere satguru, Tu hai dayaalu bada.…
4. Tera daas ban kar main nishchint hu,
Tera saath paa kar main khush bahut hu,
Mujhpe rehmat teri, Yeh hai kismet meri,
Tu dayaalu bada, Mere satguru, Tu hai dayaalu bada.…
Teri mehma mahaan, Jaane saara jahan,
Tu dayaalu bada, Mere satguru, Tu hai dayaalu bada.…
Mujhe apna tu bana
Mujhe apna tu bana, Mujhe apna tu bana,
Main teri sharan aaya…
1. Anjaan tha, Bada naadan tha,
Meri duniya mein koi pehchaan na thi…
Jabse tera naam liya, Tab se insaan bana,
Main teri sharan aaya…
Mujhe apna tu bana, Mujhe apna tu bana…
2. Koi na tha, Mera apna yahaan,
Badi bedard duniya, Satati rahi…
Ab toh tera saath mila, Mujhe darr kiska bhala,
Main teri sharan aaya…
Mujhe apna tu bana, Mujhe apna tu bana…
3. Charcha rahi, Teri desh videsh,
Guru tere bin koi, Gati na mile…
Mujhe ab paar laga, Tu hi kartaar mera,
Main teri sharan aaya…
Mujhe apna tu bana, Mujhe apna tu bana…
4. Benaam tha, Bada badnaam tha,
Tera dwaare pe aake, Mein gurmukh bana…
Mujhe tu paas bula, Dasaan-das bana,
Main teri sharan aaya…
Mujhe apna tu bana, Mujhe apna tu bana,
Main teri sharan aaya…
Mujhe apna tu bana, Mujhe apna tu bana…
Paayi teri sharan
Paayi teri sharan, Toh mere, Kaam ban gaye…
Daali tune nazar, haan-haan daali tune nazar,
Daali tune nazar, Toh mere, Kaam ban gaye…
Paayi teri sharan, Toh mere, Kaam ban gaye…
1. Jab se hai paaya tera saath,
Ban gayi saari bigdi baat,
Mere sir par tera haath,
Yeh hai mujhpar teri daat…
Daali tune nazar, haan-haan daali tune nazar,
Daali tune nazar, Toh mere, Kaam ban gaye…
Paayi teri sharan, Toh mere, Kaam ban gaye…
2. Jab se teri sharan mili,
Mari har ek bala tali,
Teri daya ki leher chali,
Dukh ki ab hai raat dali...
Daali tune nazar, haan-haan daali tune nazar,
Daali tune nazar, Toh mere, Kaam ban gaye…
Paayi teri sharan, Ke mere, Kaam ban gaye…
3. Mere guru garib nawaaz,
Mere dil par tera raaj,
Tu hi karta saare kaaj,
Lekar aaye naam jahaaz…
Daali tune nazar, haan-haan daali tune nazar,
Daali tune nazar, Ke mere, Kaam ban gaye…
Paayi teri sharan, Toh mere, Kaam ban gaye…
4. Daas ko apna banaya hai,
Daas pe karam kamaya hai,
Sacha diya sarmaaya hai,
Mujhko dhani banaaya hai…
Daali tune nazar, haan-haan daali tune nazar,
Daali tune nazar, Toh mere, Kaam ban gaye…
Paayi teri sharan, Toh mere, Kaam ban gaye…
1. Arshon se farshon par aaye, Jag ke taaran-haar,
Bhakti ka sat-path darshaakar, Diya hai janam sawaar,
Devon ke prabhu dev tumi ho,
Shri Paramhans Avatari…
Satguru charnon mein, Jhukti srashti saari…
2. Rehmat bhari nazar jis par bhi, Ek baar ho jaaye,
Saare jag ko bhul ke, Woh bas inka hi ho jaaye,
Mere pyaare prabhu ki mehma,
Saare jag se nyaari….
Satguru charnon mein, Jhukti srashti saari…
3. Paanch niyam bhakti ke sundar, Prabhu ji ne farmaaye,
Premi nit hi karke unko, Daat ruhaani paaye,
Shardha se jo paalan karta,
Lete jimmewaari, Uski lete jimmewaari…
Satguru charnon mein, Jhukti srashti saari…
4. Chaun-khuti mein goonjhe, Mere satguru ke jai-kaare,
Bhakton ki akhiyon ke tare, Mere pritam pyaare,
Daasan-das Shri charnon par,
Jaaye sad balhaari, Waah-waah jaaye sad balhaari,
Satguru mere data bigdi samwar DE
Dub rahi hai naiya sagar se taar DE
1). aaya sharan mei Teri sab kuchh chhorke
Dunia ke dhokhe se mein mukh morr ke
Apni hi bhakti ka mujhko adhar DE......
2). janmo se dukh paya maya mei rachkar
Bhakti Teri ko bhula vishayon mein fanskar
Kirpa se Apni sab dukhde nivar DE......
3). agyani jeev Hu mein kuchh bhi na janu
Apni na labh hani bilkul pahchanu
Neki bandi ka prabhu mujhko vichar DE......
4). Dunia ki chatraee thothi hai sari
Maan badai doulat mujhko na pyari
Chah yehi hai apne charno ka pyar DE......
Satguru Dil Mera
Satguru dil mera kho gaya
Satguru dil mera kho gaya shree Anand pur mein
1). Chita Chola hai chat mastani hai
Gale mein haron ki chhavi lasani hai
Tera Roop mein dekhu nazaron mein
2). tera mukhda hai kya lasani hai
Ye haqiqat hai nahi kahani hai
Tera Roop mein dekhu baharo mein
3). ye Anand Purl ki bahti dhara hai
Kaee papiyon NE pap utara hai
Tera simran karu mein kinaro pe
4). tere charno mei Jo charan dassi hai
Sangat uske bhi Barash ki pyasi hai
Kaisi jadat jadi hai sunaron ne
Sewak Ye Kare Pukaar
Sewak ye kare pukar
Sewak ye kare pukar Vinti shyam suno
Vint shyam suno ji...
1). subha ho ya sham ho dil mei tera naam ho
Yaad mujhe aathon yaam ho ek pal na mein bhulu
2). Roop tera nyara sab ko lage pyara
Darshan ki khinch lage re Anandpur nagri Aaou
3). mahima teri gaou jag ko mein sunaou
Shrdha bhav dil mei dharke pyar charno ka paou
4). divya ye nazara jannat ka duara
Aisi kanhi rounak nahi shish dar pe jhukaou
5). mein to sari jindagi karu ten' bandagi
Isht dev aap ho mere dasan dass banu mein
Agar Jyot Santan Ji
Agar jyot santan ji na ayi huje
Agar jyot santan ji na ayi huje ha
Khuda ji khudai undhaee huje ha agar jyot
1). sunyo jag huje ha Santan kha sawa
Sant sunh jag ji sant dharu dawa
Bina santan jag mein na panhjaee huje haa
agar .....
2). santana hi sai Jo sunayo niyapo
Arren naam aoushadi kayo jagat jyapo
Varna hin dunia mei tabahi huje haa
agar .....
3). dhini sujh santan sack en dharam ji
Kadhi ghalh Mann ma bhole bharam ji
Na t bharman mein dunia bharmaee huje haa
agar ....
4). dhisi munh ja maniya en floor ja nishan
Pakdyo per dassa je chahiyo kalyan
Ihaee Lagan je lagaee huje haa
agar ...
Bhagyo Se Hai Paaya
Bhagyon se hai hamne
Bhagyon se hai humne paya tera naam zindagi me
Khush naseeb hai hum humko hai mila tera duar
zindagi mein
1). Teri bhakti mill our naam mila
Sumran satsang our gyan mila
Sewa ke aysar khoob diye
Darshan didar ka labh mila
Lakh shukrana mere swami Kiya upkar zindagi mei
Japu tera naam sada simru tera naam sada 2
2). teri mahima sabse niyari hai
Triloki ka tu swami hai
Teri sharan mein aye jab se hum
Jeevan mein ayi bahari hai
Lakh shukrana mere swami diya sath zindagi mei
Darshan Bin Satguru
Darshan bin satguru ji
Darshan in satguru ji Mann chain nahi paye
Prabhu dur Karo archan tera Darshan hum payen
1). is Mann ki bechaini prabhu bhadti jati hai
Darshan ki lagi Jo pass ab dil tadpati hai
Yeh mann nahi bas me ise kaise samjhayen ...
2). jab ji chaha prabhu ji tere dar per ate thy
Tea sundar pavan hum shree Darshan pate thy
Darshan ki kya keemat hum Jan nahi paye ...
3). bin bhakto k data tujhe kaisa lagta hai
Kya tumko bhi apna ye dar soona soona na lagta
hai , soonapan dur Karo prabhu kuchh Karo upaye
4). hum dason per data kuchh kirpa farmao
Vint' kare charno mein apse jaldi bulao
Karo drishti daya ki prabhu vo din jaldi aye ...
Kaisa Gam Kaisi Khushi
Kaisa gham kaise fikar
Kaisa gam kaisi fikar satguru hamare sath hai
Aanand me sabh jhoom lo sar pe Jo unka hath hai
1). jab kabhi as jaye bhi kitni badi kathnaiyan
Unki hi kirpa se sabhki dur hongi pareshaniyan
Har samay our Har jagah keval to unka naam Le
2). sab kuchh milta yanha hai kalp viraksh darbar ye
Shrdha se sar ko jhuka le satguru ke duar pe
Bhav se tujhko tarenge jag ke ye taran Har hai
3). prem me tere prabhu kuchh is taran kho jau mein
Sab sukho ki khaan bhakti satguru ji panu mein
Jholiyan sabhki bhar hai di dil aapka vishal hai
4). kya kahu kaise kanhu mahima Teri be ant hai
Kah diya vedon grantho NE kahte sab hi sant hai
Maher nazar ka Teri guru yachak ye dasan dass hai
Man Mati Duboe
Man mati duboe
Man mati duboe guru mati tare
Tu chalna mere Mann guru k sahare
1). Guru k vachan par chalna hai mushkil
Magar chalne valo NE payi hai manzil
Yanhi pe milenge tujhe bhi kinare .... Tu
2). Badi sidhi sadi hai har baat guru ki
Har baat mein hai karamat guru ki
Koee bhagya shall ye samjhe 'share ....Tu
3). Janha man ki mani vanhi dokha khaya
Sahi Rasta to guru ne bataya
Jo mane guru vachan bazi na hare ...Tu
4). Ravan ko dunia mein kuchh na kami thi
Sabhi kuchh tha lekin guru mati nahi thi
Dasa guru mat hi jivan sanware ..... Tu
Maanga Hai Maine Satguru Se
Manga hai meine shyam se
Manga hai meine shyam se vardhan ek yehi
Teri kirpa bani rahe jab tak hai zindagi managa ..
1). Jis per tumhara hath hai wo paar ho gaya
Jo bhi sharan mein as gaya bhav paar ho gaya
Jisne bharosa kar Liya wo duba kabhi nahi ...
2).Koee samajh saka nahi maya badi ajeeb
Jisne prabhu ko pa Liya wo hai khush naseeb
Inki marzi ke Bina Pata hile nahi ....
3). Aise dayalu shyam se rishta banaiye
Milta rahega aapko Jo kuchh bhi chaihye
Aisa karishma hogs Jo hua kabhi nahi .....
4). Karate hai log zindagi kismat ki baat hai
Kismat banana bhi magar mere satguru k hath hai
Dasa Karo yakeen ab zyada samay nahi .....
Mukh Kehdi Mahima Gaayan
Mukh kahdi mahima ghayan
Tunhjo aant prabhu na paayan Mukh....
1). tunhji gat mat tu hi jaani
ya janh khe janaee tu
Bhakti mouj bhi so mane jaen
mahar kare manaee tu
Mu mangte jhali jhol to dar te bhikh daya ji chahyan
2). rishi muni sab tokhe dhyen
ved vimal jas gaeen to
Sijh chand kan parkirma tunhji
dev n hukum motaeen to
Ahda kavisar jas to ghayan Jin dhuria mat nahyan
3). gul phul bhuta to upjaya
kahdi bhet chadayan ma
Kheer mankhan phal aghe hi tunhja
Kahdo bhogh lagayan ma
Tunhji shea to aghya rakhi pyo mando ma parchaya
4). sat chit anand roop swami
Ghat ghat andar to vaso
Tunhje dhyan bhjan bin jeeyen
Vanye na khali hik swanso
Dasandaas khe aas fakat a hikdi to me paarn samya
Mukhe Saharo Diyan Waara
Munkhe saharo dhiyan vara
Heea dil manye tunhju mehrbanyoun
Munhje praan adhara
Heea dil manye tunhju maherbanyon
1). jite bhi vanya ute tunhjo hi hath aa
Sabh kha sunhro hi tunhjo t path aa
Hath dhaee bachain vara Heea dil manye .....
2). satyug me prahlad khe taryea
Harnakas khe hathan sa maryea
Narsingh ja Avtara Heea dil manye .....
3). treta me khanyea teer kaman
Dushman jo to bhagho abhiman
Ayodhya ja raam raja Heea dil manye .....
4). duapur me to dropati taari
Bharea sabha me panhuchay sari
Kirshan kundalan vara Heea dil manye ......
5). haaren t ayo kalyug qahdi
Naam ji loot lagaee to ahdi
Shree param hans Avtara Heea dil manye ....
6). dasan daas ma ahyan tunhjo
Bhar samuro khanyo a to munhjo
Bhagtan ja rakhvara Heea dil manye ....
Rakh Pat Mu Shahanshaha
Rakh pat mu shahan shah O data
Maa sharan onhaji ahyan,Maa sharan onhaji ahyan
1 ahyan tunhjo ma mohtaj satgur deen dayal
Tunhji madad bin hali sagha na hath de panhje bal
Jiyen fatah veriyun te payan O data .....
2 huje shah janhjo Uncho vane uho chho be duar
Kar karj tu parde posh mu eiban de na nihar
Maa drishti daya ji chahiyan O data ....
3 Je thi munkhe taqlif sab tokhe e chavanda
Jeet disi kare munhji sabhae jai jai to chavanda
Keean kam dathal ma thanhyan O data ....
4 karyan subato thi pave ubato na samjh kare kam dass
Kar kirpa patal piyal khe charr tu hi akas
Jiyen bhar baden ja lahyan O data .....
Sadke Sacha Sathi
Sadke sacha sathi Sadke ghar ja bhati
Tunhji har hik leela ta MA Sadke vanya
1 paarn sahi tho sahan sekhari
Paarn rahi tho dhisi rahet
Akhar Akhar tunhjo aa mithro
Ahe sacho en ahe sat
Sadke to vachnan ta Sadke to kadman ta ... tunhji
3 Sadke Tunhji parde poshiy taan
Sab je Aeban jo tu dhakan
Sadke Tunhji rahem diliy taan
Dilbar dil jo tu t makhan
Sadke Tunhji nityun Sadke Tunhji yuktuen ... tunhji
4 tu be Ant be ant to mahima
Vanee to varnan kiye kare
Dhisi onhaja gurn en vadhayoun
Dasan daas tho hiyon thare
Sadke sir ja mor Sadke dil ja chor .... tunhji
Satguru Aahe Saan
Satguru aahe saanr chinta kahdi aa
Babal ahe saanr parvah kahdi aa
1.Rakh satgur te vishwas
kando paan tunhja kam raas
Ahe jag jo taranhaar
Kando Corona virus naas ...O pyara
Ahe Hu bhalwan chinta kahdi aa satguru. ..
2.ahe devan jo Hu dev
Shree param hans guru dev
Janhji mahima desh videsh
Kan ridhyon sidhyon sev O pyara ...
Hardam munsa saanr chinta kahdi aa Satguru.
3.jite sewak yaad kare tho
Ute satguru paanr ache tho
Kare madad panhje sewak ji
Sab chinta fikar lahe tho O pyara ...
Paanr kando intzam chinta kahdi aa .. satguru
4.uho bhagan varo ahe
Janh te hathro guru a jo ahe
Sajhi tirloki me ahdo
Munhje satgur jahdo naahe O pyara ...
Jo bhi jape tho Naam chinta kahdi aa. ....Satguru
Satguru Mukhe Aahe Aasro
Satgur munkhe ahe Asro tunhjo
To bin ker bhiyo dunia me munhjo
1. Hal ahval bhiyo kanh khe bhudhayan
To bin Satgur meet na bhayan
Tu hi aheen hik dilbar munhjo
Satgur
2. pavtar bhaksho munkhe khayal
O munhja satguru Deen dayal
Nanv bhudhi dar ayas tunhjo
Satgur
3. Man je chakar khaa baba bachay
Naam je rang me munkhe rachay
Hirday me preetam vase dhyan tunhjo
Satgur
4. Dil me ghareebi Saheb dharyan
Tu hi Tu nit mukh sa ucharyan
Anhkar data kayo naas munhjo
Satgur
5. Bhal bhudhi na maa unjaan
Tunhjo hi satguru ahe maarn
Dasan daas aa kookar dar jo
Satgur
Satguru Tuhinji Mahima Wadi Aa
Satugur tunhji mahima vadhi aa
Samjhe ko samjhan varo
Karan karavan -har tu swami
Sabh ghatt khe janan varo
1. sari dunia gholayam par na
milyo to Sam upkari
Samjhan virala bhagan vara
na Samjhe dunia sari
Paniya je t viloran me pyo
vakht vanye unhan saro
Satugur tunhji mahima vadhi aa
2 naam jo ras dhiyo sacho prem dhiyo
Hatan ras jinye bhiya baki
Kumat naas thiye sumat vaas thiye
Khuli pave hirday taki
Dhyae kare maa tokhe pritam
Payan jiyen anand bharo
Satugur tunhji mahima vadhi aa
3 ghole phole premiyun khe tha
Onha lagayo panhji sharni
Paad pataye kathni sandrhi
Babal to hi karaee karni
Mu bhulyal khe raah bataye
Dur kayo to Andhyaro
Satugur tunhji mahima vadhi aa
4 daan iho to dar ta Manga MA
data dhiyo Mu sahan shakti
Mahna tana sahi kare bhi
Kando raha tunhji bhakti
Dushman thy bhale dunia sari
Das chhade na to duaro
Satugur tunhji mahima vadhi aa
Satguru Satguru Bol
Satguru Satguru bol ke to dekh
Kitne nikkat hai padakh ke dekh
Ek baar unko pukar ke to dekh
Kitne nikkat hai padakh ke dekh
1. Jab tu chalta wo sath chalte
Jab Tu baithta wo paas baithte
Jab tu Sota wo rakhte sambhal
Baithta bhajan mein to sath rahte
Unka bhajan tu kar ke to dekh Kitne nikkat
2. Chhod DE jhooth kapat sab dhong
Ek hi pakad Le sachai ki dhorr
Jhooth ki dorri badi kamjor
Sach ki dorri pakad ke to dekh Satguru 2
3. Satguru bin na Ave gyaan
Kon batave tera kya hai anzam
Sakdi gali me na jana aasaan
Guru NE bataya wo karke to dekh Satguru 2
4. Jag ka pyar hatake man se
Satguru ka pyar bitha man me
Sath me honge guru aur naam
Naam ki kamaee kar ke to dekh Satguru 2
Tuhinje Agyaan Agyaan Aa Satguru
Tunhje agyan agyan a satguru
En puthyan puthyan hal tu
Bhi chinta kar na kaee
Bhi chinta kar na kaee
1 Kare dhyan tu halando hal jaan
En khushoyon mei khilàndo vanyjan
Gujrye khe bhulando vanyjan Bhi chinta
2 tunhja sabh kam thinda raas
Tu thinde pariksha pass
Jap naam swason swans Bhi chinta
3 tosan satguru ahe saan
Sab jimo tu unjo Jan
Dhindo tokhe mahal sudhan Bhi chinta
4 khulya dasandas to bhag
Vati satgur hath tunhji vaagh
Ghae khushyun ja hardam raag Bhi